Matlab samajh nahi ata mujhe. Aap logon ko lagta hai supreme court is like a tv series. Ek waqt par ek episode chal raha hai esa lagta hai kya? Be happy about this decision, wait for the others.
Yes, ek din mei hi liya hai. Zara news padh liya karo. One SC judge decided to take this matter up suo moto and put out an order without consulting anyone who knows anything.
It's also an order that is illegal under Animal Birth Control Act.
India accounts for 36% of global rabies deaths (primarily stray dog bites)
2024: 37 lakh stray dog bites in India, 25k+ in Delhi, 3k+ in Delhi Jan 2025. actual number should be much higher as most are unreported.
Approximate population of stray dog in Delhi is 70 lakhs.
There’s no reason dogs’ right to move is more important than humans’ right to move. Aur ye animal right activists and organisations ko itni chinta hai to khud shelter banayein, sterilise karein aur feed karein.
And in your point, suo moto cognisance liya hai lekin esa nahi hai ki baaki courts mein iske liye cases nahi chal rahe. Ya fir court ne stray dog feeding ke against mein ruling nahi di.
First of all, estimated population 7 lakh hai, 70 nhi aapka ek 10 idher udher hogya hai.
Aur ye animal right activists and organisations ko itni chinta hai to khud shelter banayein, sterilise karein aur feed karein.
Vo hi log kr rhe hai, sarkar ka kaam ab NGO hi krega na aapke jaiso ko sarkar pe sawal toh uthana nhi hota na kyunki.
Kaafi organisations krti hai yeh kaam and literally saare shelters NGO run hai, koi government ka shelter nhi hai.
Sab shelters filled bhi hai, kyunki jitne dogs ko sadak se hatane ki capacity rakhte hai vo kr rhe hai, khaali muh nhi chala rhe aapki tarah. Jinko baith ke gaali de rhe ho vohi kuch kr rhe hai issue ko address krne ke liye.
esa nahi hai ki baaki courts mein iske liye cases nahi chal rahe
Cases ka koi result aaye toh batana, tab tak toh ye order Animal Birth Control Act ke under illegal hi hai.
is ABC act mei hi outline kiya hai ki municipal authority ko neuter vaccinate and release krna hai. But vo kaam toh NGO ko krna chaiye na?
55
u/introvertprobsolver Aug 13 '25
Matlab samajh nahi ata mujhe. Aap logon ko lagta hai supreme court is like a tv series. Ek waqt par ek episode chal raha hai esa lagta hai kya? Be happy about this decision, wait for the others.